NHI MILAY GA BADL CAHYE DHOND LAIN SARA JAHAN SHAFQAT bhara tera CEHRA, CHALKAY mohabat ka ZAJBA, QAIM rahy saya TERA, QADMOUN main hai JANNAT ka pata, HER dukh ko khod nay SAHA, MERAY liye TU nay!!!!!
Specially in Pakistan
Till date too many mothers have lost their children in bomb blast, firing in street by unit workers, by accident, by electricity short circuit, by tension, by unemployment, by government workers, by police and etc.
this mothers asking for justice but no one help them no one give their children back, because the children is lost by their mother, people thinking in Pakistan this women is not our mother why do something for justice,
when any our children kill by same condition we are come at road, block the road, come to media and protest why. marnaah do kyun protest kartah ho.
Aaj sab terroist, killers, robbers, kaminey, azaad gum raha hai per khoi nai arrest karna wala khoi nai protest karna wala peir bi hum musalmaan hai.
Aa maa tu rona na agar main in dehshat gardoo ka haatho mar jao tu rona na,
aaj jo larkiyan sex karti hai aur dosroo ko invite bi karti hai aur aaj pura pakistan sex activities main involved ho raha hai male and female student aaj college sirf sex activities ya friendship ka liya jatah hai, SMS packages free hai call kam rate hai tu enjoy karo aur sex activity ka baad is ka maza chakhoo, then maa bano jis ki aulat najaiz ho. MAA bana bohat beri baat hai please girls request you to ignore sex activities its a little time taste and life is band.
sorry for my wording.
Yeh kamyaabiyan izzat yeh naam tum se hai khuda ne jo bhi diya hai maqaam tum se hai
Tumharey dam se hien mere laho mein khiltey gulaab mere wajood ka sara nazaam tum se hai
Kahan bisaaat jahan aur mein kamsin nadan yeh meri jeet ka sab ehtamam tum sey hai
Jahan jahan hai meri dushmani sabab mein hoon jahan jahan hai mera ehtaraam tum sey hai
Apne Wajood Mein, Mujh Ko Tu Ne Pala Insaniyat Ke Sanche Main, Mujh Ko Tu Ne Daala Peda Hua Tha Aadmi.. Insaan bana Dala…
Tu Hai Meri Zameen, Tu Mera Aasmaan Ae Maa, Ae Maa, Ae Maa Tujh Pe Hota Hai Mujh Ko Khuda Ka Gumaan Ae Maa, Ae Maa, Ae Maa
Jis Ghar Main Maa Ho tawaf Karo… Ek baar nahi baar baar karo… Allah Muhammad Ali Hassan Hussain o Fatima Ae Maa, Ae Maa, Ae Maa, Ae Maa,
Tujh Se Pehle Tha Veeraan Sara jahan Tu Mili, Mil Gaya Mil Gya Noor Ka Ek Samaan Chahay Hevaan Ho, Chahay Insaan, Har Roop Main Tu Meharbaan Ae Maa, Ae Maa, Ae Maa
Tu Mamta Ka Aik Samandar Hai Aur Mera Khuda Tera Ander Hai Tere Paon jahan, Meri Jannat Wahan Tham gaye Zindagi Ke Toofan Ae Maa, Ae Maa
Meri Aankhon Ko teri Hi Aadat Hai Tera Chehra Meri Ibadat Hai Tu Khuda ki Duniya Main Pehchaan Hai Mera Emaan Hai, Meri Maan Ae Maa, Ae Maa, Ae Maa, Ae Maa, Ae Maa
http://www.youtube.com/watch?v=wHthjqRzdJ0&feature=related best regards Arsh
|