Appeal banam muslimleeg N mian muhammad nawaz shareef sahib .
halka NA61 chakwal 2 ka Election apny ikhtitam pazeer hoay magar kai sawal choor gaiy ?majooda muslimleeg N ki jo pakistani awam ki siasat main maqbooliat thi wo as halky main nazar nahi aii genral allaction 2008 faiz tamman 92201 ch.prvaiz ilahi 91769 mansoor hayyat tamman 28807 voat laiy ab zamni acclaction hamary ya tajzia nigaroon ky mutabik Q leeg ka voat usi tarha as halky main majood hay ya andza as bat sy lagiya ja sakta hay k agar as zamni allaction main mamtaz tamman 2 lakh k lagh bagh agr voat laty to ham samjhty k mushraf ka bank voat halka Na61 sy khatam ho choka hay ab jab ky mamtaz tamman 1lakh 4 hazar voat ly kar kamyab hoay baz polingstations sy dhandli ki bhi itlat barkarar hain samjh main nahi ati k voatr ya to ghar say nahi nikla ya phir wadeera shahi , sirdari nizam ko reject kiya jis tarha kai jagoon pr polingsatation bycat bhi hoa hairat ki bat ya hay k sad afsoos k sath ya likhna pr raha hay kaid leeg main muhhamad niwaz shareef ko ya to andhery main rakha giya k ak bahot bari jamat muslim leeg N seat hasil karny k laiy tamam uniunconsal ky nazmeen and zilai nazmeen(musharaf labi) ki hamdrdian hasil ki kiya y party disciplen ki khilaf warzi nahi ? halanky hamza shareef recard k mutabik halka NA61 main 3 dory bhi kiay mar phir bhi waziy aksariat hasil karny main nakam kiun rahy muslimleeg ki awami makboliat as bat ki manzar hay k aghar choly lagany waly ko bhi agr tickt diya jata to seat kahin bhi nahi jati in lotoon (nazmioon)ki waja sy perty ko nuksan pahncha jis say ky turnout km ya nazmoon ky samny awzm uth khari hoi k kal ya musharaf k sathi thay aj ya muslim leeg N main shamil ho gaiy in lotoon ka koi deen eman nahi kabhi N main to kabhi PPP main kabhi Q main . chahiy to ya tha k mian muhammad nawaz shareef nazmoon jo musharaf labi 8sal tk muslimleeg N ko khatm karty rahy and Q ko samny ly aiy kiya siasat as ko kahty hain haan tab bat banti k mamtaz tamman 2 lakh k kareeb voat lay jaty to hm samjhty chaloo musharaf ki labi ka zoor to toot giya pichly allaction muslim leeg N ka umeedwar faiz tamman 92201 and ab jeetny waly mamtaz tamman muslimleeg N 1lakh 4 hazr farak dikha jaiy to 14000 ka banta hay muslimleeg N kiya khoiya kiya paiya itlat ya bhi hain k sarkari mulazmeen pr bhi dabao tha akhir voat kidhar gaiy jab ky as martaba registrd voat 3 lakh k kareeb tha ya muslim leeg N ki siasat main hamysha sawlia nishan rahy ga ya to voatr nay nafrat ki k siasat dan hamysha doghli paleicy krty hain as dafa unhoon nay bhi doghli paleicy kar ky dikha diy and lotoon (nazmoon) ko reject kiya k jaoo tumhara koi deen emman nahi to mosmmi siasat dan ho and iktadar k bhooky ho ham mian muhammad nawaz shareef sy mutalba krty hain k party kiadat say pocha jaiy k aisy ghalat faisly kiun kiay jaty hain jis say party k zati bank voat ko nuksan puhnchta ho halaky as dafa muslim leeg N ka bhi nazreeati voat ko bhi nazrandaz kiya giya jinhoon nay musharaf k 8 sal k dor main dukh museebatin thana kachahri and nazmoon k jhooty prchoon ka dat kar samna kiya mgr party ki kiadat nay nazraati voater ko nazarandaz kiya ya to zardari wali siasat ho gai jo acha lagy us ko apny pass bitha liya jo bura lagy us ko nikal diya ham umeed karty hain k muslimleeg k sarbarah mian muhammad nawaz shareef hamary as kalim per zaroor nazar sani karain gay
pakistan zinda bad
(IRUM IRSHAD MALIK,ARSALAN MALIK,SHAHZAD AHMAD MALIK,IQRA MALIK)
ALLAH HAFIZE DHUDIAL NAMA ZINDABD
|